Krishna avatar

Vasudev ji ke mn me Bhagvan apni sabhi kalaon ke sath prakat ho gayein jiski vagah se ve Surya ke saman tejsavi ho gayein the koi unhe kisi bhi parkar,kese bhi karke daba nahi sakta tha. Vasudev ji ne mn me dharan ki hui Prabhu ki Jyoti ko Devki ji ke grabh me pradan kiya. Prabhu ke grabh me aane par Devki ke chehre par anokha, Anupam tej tha jiski vagah se karagar me sabhi isthan Prakash hi Prakash ho gya. Kans ne socha ki Devki phale asi to nahi thi jarur is bar majhe marne vala ganam lene vala he. pharedvaro dvara karagar par najar Din ke sath sath Rat me rakha jata he. dhere dhere nva mahina pura hua. Bhagvan ke prakat hone ka samay aa gya tha. Prabhu Devki ji ke grabh se prakat huan. Vasudev ji ne dhekha ki unke samne ak adbhut balk he giske netra kamal ke saman komal or vishal he. charo hato me Sankh, Chakra, Gda or Kamal he. chhati par Shri Vats ka nisan he jo bhut sunder suvarnmayi rekha he. Gle me koustubh mani pahane hua hein jo jugmug jugmug kar rahi thi. varsakalin megh ke saman sharir par sunhara pitamber phara raha he. jewelry se susobhit hone ke sath sath Balk ke Ang Ang se anokhi chhata chhitak rahi thi. asi sundarta jiske liye sabd hi nahi he. smpurn brahmand me jo sundarta he vo Prabhu ki hi soundrya ka ans he. Bhagvan ne un dono se bole ki suvaym bhuva manvantar me tumhara phala ganam hua tha us samay tumhara name prishre or Vasudev sutpa name ke prajapati the. tum dono ne Brahma ji ki bat mankar kthin tapasya kiye. jb mene kha ki jo kamna ho vo mang lo tb tum dono ne mere hi saman putra manga. mene socha ki mere saman koi nahi he isliye me hi tum dono ke putra ke rup me ganam liya. kyunki mene tin bar tthastu kha isiliye phle ganam prishrigrabh name tha jo tumhare putra ke rup ganam liya  . tum logo ke dusre ganam me tum Aditi or Vasudev kasyep the jinke ghar mene upendra name se ganam liya. sharir chhota hone ki vagah se log mughe vamn bhi khate the. or is tisre ganam me bhi me tumhare putra ke rup me ganam liya hun  mughe jaldi se Gokul phucha do, yasoda ki navjat kanya ko yhan le aao is kam me meri yogmaya tumhari madad karegi .

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shri Krishna and Balram ji ki baal Lila

Krishna ki shikaayat yasoda jise

Gopi Ghar Makhan chori part 4