Putna Uddhar part one
Ak din Kans apne sone ke sinhhasn me betha hua tha achanak use aakashvani sunai di ki Devki ka satva grabh nast nahi hua tha. use Rohini ji ke grabh me daal diya tha. iske alava Devki ki aathvi santan ko yasoda ji ke pas rakh aaye. unki kanya ko yahan le Aaye. itna sunte hi kans ne putna ko Gokul me bheja. Antriksh me rahne par bhi putna ki prchhai Gokul ki Dharti par dikhai de rahi thi. jiski madad se Mantra padhkar chalaye gye Astra Shastra se marne ki sambhavna he. is Divya or Pvitra Dharti par uski maya kam karna band kar deti he. is samasya ko dur karne ke liye usne Maya adhisthtri devi ko yad ki. jo yogmaya ki hi ak ans he. apni maya Shakti prapt karne ke bad Brajpur ki dhara par aayi itna itna sunder rup banaya ki vahan ke logo ne socha ki swarg se koi Devi yasoda nandan ka darsan karne aayi he. MN me usne socha ki is Nagar ke raste se hokar me bahut bar gujri hun phir bhi yah meri dristi se bacha raha. thik sat din phale bhi me yahan aayi thi phir bhi meri nagar idhar nahi pari. jisdin Maharaj kans ko marne vala ganam lena vala tha uske ak din phale hi mai is jagah se gujri hun phir bhi yah meri dristi yahan nahi pahuchi. yah to Prabhu ki lila shakti ke dvara ak yogna thi jiske anusar putna ke dvara un balkon ki hatya ki gayi, jinke ganamdata kans ka sath dene vale the. is parkar Prabhu ki achintya lila shakti ne prithvi ka kuchh bhar km karne me madad ki. aaj bhi Prabhu ki yogmaya ki Shakti se hi yah aa payi he. jis isthan prmatma ki bhakti hoti he vahan danvon ki dristi nahi ja shakti ase me pahuchana to bahut dur ki bat he. gahan sakshat purna Brahma prmesvar ne avataran liye, vahan putna ka prves sambhav kese ho sakta he. yah to Prabhu ki achintya lila shakti ki yogna thi. puchhane par us dusta ne batayi ki me Mathura me rahane vale Brahman ki patni hun. mughe sandesvahko ke mukh se gyat hua he ki Gokul me ak mahan alokik balak yasoda,nand ji ke ghar ganam liya he. mere istan se Amrit bahata he jise pine par tumhara balk Amar ho jayga. putna bal Krishna ke mukh me apna atyant vishela istan dal deti he.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें