Vrindavan ke Gopesvar Mahadev Mandir_jaankari

Gopesvar Mahadev Mandir ka nirman Shri Krishna ke pote Vrajnaabh karvaaye the, jahaan (Vansivat ke sammukh Yumuna tat par)  Shri Radha Krishna milkar Gopesvar Mahadev ki isthaapna kiye the.
Mandir khulne ka samay Garmi ke mausam me subah five se twelve tthaa Shaam ko 4:30se9:30
tak khula rahata hai,
Thand ke mausam me 5:30se12baje
tak khula rahata hai or Shaam ko 4:30se9bajetak.
Garmi me Aarti ka samay_subah7:30
or Shaam 7:30.
Sardiyon ke mausam me Aarti ka samay_subah8:30orShaam6:30baje
Aarti ki jaati he.
Garbhgriha ke bahar Devi Parvati,Shri Ganesh,Nandi ji or Kaartike ki murti bani hui he. Is Mandir me sabki manokamna puri hoti hai. Mandir ke parisar me Pipal ka vriksh bhi he, yaahan Shiv ji ko naari rup me sajaaya jaata he. Yamuna jal se isnaan karvaaya jaata he.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shri Krishna and Balram ji ki baal Lila

Krishna ki shikaayat yasoda jise

Gopi Ghar Makhan chori part 4