Mathura ke Darji ka pichhala Ganam

Ram ji ke samay, mithilaa puri me, ak darji rahta tha, jisne shri ram ji ke vivaah ke samay, maharaj ganak ke aadesh dene par,
shri Ram or lakshman ji ke dulhe vaale kapde sile the. Inki tribhuvn mugdh karne vaali sundarta dekhkar, atyant mohit hi gya tha, usne sochaa tha ki kab use shri ram or lakshmn ji ko apne haatho se vastr silkar, pahanaane ka avasar milega?
Antaryaami Shri Ram Ji uski mun ki baat jaankar, mun hi mun aashirvaad diye ki shri krishna avatar me tumhari yah kaamna puri hogi, yahi darji mathura me fir se darji ke rup me ganam liya tha, jisne shri krishna,balram ji ko kapre dhaaran karvaake, apni abhilaasha purn ki thi

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shri Krishna and Balram ji ki baal Lila

Krishna ki shikaayat yasoda jise

Gopi Ghar Makhan chori part 4