Sudama Maali ka pichhala Ganam

Kuber ji ke chetr_rath_van name ke bagiche me, hemmaali name ka ak maali rahta tha, jo prabhu ka bhakt,shaant,dindukhiyon ki sahaayta karne vaala or satsangi tha.
Usne Paanch hajaar varsho tak, shivji ko tinso kamal ke ful chadhaata tha, haat jorkar,seer jhukaakar pranaam karta tha.
Ak din shiv ji uski araadhna se prasann hokar, darshan dekar bole param budhimaan maalakaar, tumhara jo mun kare maango, tab usne mahadev ji ki parikrama karke,seer jhukaakar, pranaam karne ke baad bola ki mujhe yah vardaan dijiye ki mere ghar prabhu ka aanaa ho.
Bhagvan Shankar use yah vardaan dete hai ki shri krishna avatar me prabhu tumhare ghar aayenge  

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shri Krishna and Balram ji ki baal Lila

Krishna ki shikaayat yasoda jise

Gopi Ghar Makhan chori part 4