Kuvalayapida Haathi ka is yoni me aane ka karan

Raja Bali ke ak vishal sarir vaala or powerful putr tha, jiska naam mandgati tha, jo shstr dhaariyon me sabse kshresth tha.
AK din vah Shri_ rang_ nath ji ke yaatra me shaamil hone ke liye ghar se nikla tha.
Yaatra me, vah apne hatho se logo ko giraakar, unko kuchalta ha raha tha. shaktishali hone ke Karan koi bhi virodh nahi kar paya tha.
Usi yaatra me trit muni bhi saamil the, ve bhi mandgati ke haath se chot lagne par niche gir gaye the.
Girte hi unhone mandgati ko abhisaap dete hua bole ki durbudhi tu haathi ki tarah mad se unmat ho raha hai isiliye haathi ho ja.
Mandgati ke duvara kshamaa maangne par, shri krishna bhagvan ke haast kamal(haathi se) se uddhaar hone ka vardaan mila tha.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shri Krishna and Balram ji ki baal Lila

Krishna ki shikaayat yasoda jise

Gopi Ghar Makhan chori part 4