Kans ke pahalvaano ka pichhala Ganam

Amraavtipuri me utathya name ke muni rahate the, jo ak brahman the, unke paanch atyant sunder putr kusti karte the.
Ak din utathya ko apne beto par atyadhik krodh aaya ki brahman ke dharam ko chhorkar kshatriya ke dharam ka palan kar rahe ho, pahalvaani kar rahe ho, tum paancho ke paancho ko mene tumlogo ko kitna samjhaya tha ki brahman ka dharm dhaarmik pustako ko padhna,puja paath karvana,tap karna, indriyon ko apne niyantaran me rakhna he, kusti karna nahi hai, fir bhi tumsabhi ne meri baat nahi maani he, atha agle ganam me bare hokar, pahalvaan banana or daanvon ki sangati se daanv ban jaana.
Abhisaap milte hi paancho ke paancho apne pita ke per chhukar, maafi maangane lage the.
Maafi maangne par bhagvan Shri Krishna or Balram ji se kusti me larkar, unke hathon se uddhaar hone ka vardaan mila tha.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shri Krishna and Balram ji ki baal Lila

Krishna ki shikaayat yasoda jise

Gopi Ghar Makhan chori part 4